-->

Monday 2 September 2013

Sanso Mein Basa Lena....

Sanso Mein Basa Lena....
Ye jo fiza hai na isme mhbt basi hai....
use tum mujhe yad kar sanso mein basa lena....

chaho jo agar merre paas aana....
tou chupke se tum ise bata dena....

ye jab tak beheti hui mujh tak aayegi....
tab tak tum thodi raahat paa lena....

main iske sang apni mhbt ka tohfa bhej dunga....
tum use apne labo pe saja dena....

mil nhi paunga tumse per tumhara intezar karunga....
tum bhi merri tarah apne dil ko smjha lena....

tou kya.. jo har roz ek naya pyar se bhara din aata hai....
tum vo lamhe yad karke meri yado se hi kuch pal muskura lena.......

0 comments:

Post a Comment